Main yeh aksar apne aap se puchhti rehti thi
k kya ek mulakaat kaafi hota hai kisi ko pyar karne k liye ?
kya ek mulakaat mein kisi se shaadi karne ka faisla liya ja sakta hai ?
Shayad haan
Shayad naaa
Kyun ki yeh zindagi se zyada unpredictable kuch bhi nai duniya mein.
Par meri story kuch is tarah si hai

